Google search console
July 29, 2017
Blogger Blog Ki Nayi Post Ko Jaldi Search Engine Me Kaise Laye Aur Google Search Engine Me Apni Post Ko Jaldi Index Kaise Kare
Blog ki post ko google index karne me 2-3 din ka samye
lga sakta hai. But agar blog me khuch asan setting kar di jaye to apki
post 1mint me google search me show ho jayegi. Yah bahut hi asan rasta
hai. isse ap blog ki post ko jaldi google search me show kar sakte
hai.mene kayi new blogger ko yah kahte huye dekha hai ki unki post
google search me kiun nhi ati. In sabhi bato se newbie blogger pareshan
ho jate hai or blogging jhod date hai.
Me newbie blogger ko yahi kahna chahta hun ki blogging ko na chode yah ek aisa kam hai jise kisi bhi jagah par kiya ja sakta hai . Agar newbie blogger paise ke liye blogging kar rahe hai to unhe toda dhariya rakhna hoga .
Agar apne ek post likhi hai or ap use pablish kar dete ho. To ap search karte honge ki apki post kanha par hai. Or ap dekhte honge ki apki post jessi kitni sari posto likhi gyi hai . Itni sari postsme apni post ko sabse uper lane ke liye apko apni post ko full seo karni hogi . Or ap fatch ki setting karke bhi jaldi post ko google par show kar sakte ho.
Fatch agar ap blogger hai to apne iska nam suna hi hoga yahi bo jariya hai jiski sahyta se ap apni post ko google me jaldi show kara skte ho.fatch ki khuch setting karni hoti hai jo me apko niche is post me bata rha hun.
Blogger.com>>dashboard>>setting
Setting>>search parfrence>>google search consol.
Blog url>>deshboard>>crowle
Crowl>>fatch as google>>blog post
![]() |
| goldenhindihelp.com |

Apni blog ki post ko google search me jaldi index kaise kare
1. Sabse pahle apko apne blogger.com me login karna hoga fir ap left side deshboard par jaye or setting par click kar do
Blogger.com>>dashboard>>setting
2. Setting par search parfrens par click karke ab google search consol ke age edit likha hoga us par click kar do
Setting>>search parfrence>>google search consol.
3. ab apni proporty par blog ya
website ke url par click kar do ab apke samne ek window khulegi useke
dashboard par crowl par click kar do
Blog url>>deshboard>>crowle
4. crowl ke bad fatch as google
option par click kar do . Ab ek page khulega isme apko sabse pahle
potion par apni post ka url bharna hai.matlab ki apko jo site google par
jaldi show karne hai uska address likhna hai jaise-
fatch-ki-setting-kaise-kare
Is
tarha se bhar sakye ya cop karke bhi bhar sakte ho . Copy karte samye
apko dhayan dena hoga ki apke blog ka url na copy ho. Apki site ka url
copy nhi hona chahiye
ii. fatch par click kar do
iii. indexing par click kar do
Crowl>>fatch as google>>blog post
url>>fatch>>indexing
Ab apki post 1mint ke bad google par show ho jayegi.
Fatch me keval 500 post ko 1 manth me submitt kar sakte hai jo bahut kafi hai.
Ummid karta hun apko meri yah post achi lagi ho . Internet halp and trick ke liye vist karte rahe