Blog ki emages kis website se download kare free photo ki top 5 website Jinke photos ap free me download kar sakte ho in website ki detail is post me di gyi hai. Jab ap koi post likhte ho to us post ke liye apko photo,emages ki jarurt padti hogi tb ap photo ke liye search karte honge or apko photo mil bhi jati hongi lakin kai bar post ke hisab ki photo milni mushkil hoti hai jo kisi vishesh website par hi ml jati hai to me aj apko unhi website website ke bare me btaunga . Ham apni post ke liye achi photo ko google par search karte hai. Apko google par kai ayesi website mil jayegi jo apko free me photo de deti hai . jinme ap apni pasand ki photo download kar late honge. Lakin kai bar kya hota hai ki apni post ke hisab ki photo nhi mil pane se blogger nirash ho jate hai or apni post ke liye koi alag photo choone late hai or apni post me lga lete hai or apni post ke look ko bigad dete hai . Har blogger is tarha ki problam face karta hai .
Me aj apko khuch ayesi hi website ke bare me is post me bataunga. Ye website bahut populer hai or kai blogger inhi website ki help lete hai inse apko post se related photo milegi. Yeh jo website hai yeh apko kai categary ki photo dati hai.
Blog ki Post Ke Liye Photo Download Karne Ki Top 5 Website
Photo ko download karne ke bad us photo ko seo- friendly karna hota hai.jo mene apni pichali post me likhi thi.seo-friendly photo apki post ke search ke liye bahut acha rahta hai. Blog ki post ki photo ko download karne ki website-
1. Pixabay -
Yah website apke blog ko kai parkar ke alag alag categary ki photo ko deti hai . jaise apka blog blogging par hai to apko blogging se related kai photo mil jayegi. Jo ek bahut achi bat hai . hme apni website se related or kai parkar ki photo ek hi website me mil jayegi jisse apko kahi or jagah jane ki jarurt nhi padegi.
Me bhi isi website ko use karta hun. Ye ek bahut achi website hai.
2. Stocksnap.io
yah website bhi pixabay ki tarha photo deta hai Is website me apko kayi paraker ki alag categary ki photo mil jayegi. . Jo apki post ko acha look dati hai
isme achi quality bali photo paijati hai
3. Flicker
yah free me photo dene bali website hai . Isme apko bahut achi photo mil jayegi . Ye blogger ke liye free photo deta hai.
4. Free Digital Photo
Ye ik free photo dene bali website hai jo blog se related photo deti hai . ye bhi blogger ko free photo deti hai ye blogger ko support karti hai.
5) Designer Pics
ap iske nam se hi jan sakte ho ki isme desidne hui photo milti hai. Ye free website blogger ko support karta hai. Ye blog ke liye achi unique photo deta hai. Iski photo ache design bali hoti hai
Blog Ki Post Ke Liye Photo Download Karne Ki Top 5 Website
Ye rahi photo ki top 5 website jo apke blog ke liye unique photo ko pardan karti hai.jo blogger ko ache se support karti hai or blogger par chalane bale blog ke liye ye 5 website bahut achi hai.
Ye meri post hai jo photo ki free website se related hai . agar apko meri yah post achi lagi ho to share or coment kare or blogging se related kisi bhi help ke liye is blog par visit karte rahe. age me Apko blog se related har informention dane ki koshish karta rahunga.


No comments:
Post a Comment