This blog about all blogging helps

Follow Us

LightBlog

13/07/2017

Free Website / Blog Kaise Bnaye

Ap naye readers ho or apko  blog k bare me abhi pata chla hai or blog bnana chahte ho ya Ap abhi ya bahut dino se blog banane ki soch rhe ho to





 ap is post ko ache se padkar apna khud ka blog bna skte ho . yah post mene nye reader jinhe blog ka jyada knowledge nhi hota  unke liye likhi hai


free website blog kaise bnaye




Wepsite (Blog) bnane ke liye kya  lgta h or kaise bnaye step by step jane




Ap naye readers ho or apko  blog k bare me abhi pata chla hai or blog bnana chahte ho ya Ap abhi ya bahut dino se blog banane ki soch rhe ho to

 ap is post ko ache se padkar apna khud ka blog bna skte ho . yah post mene nye reader jinhe blog ka jyada knowledge nhi hota  unke liye likhi h


Blogger blog ki post ko jaldi search engine me kaise laye.

Blogger blog ki theme / template ko mobile friendly kaise bnaye.


Blog website kya hai or blogging karne ke kya fayde hai.



jo apna khud ka blog bnana chahte hai pr khuch  karno se  nhi bna pate  . Jo readers apna nya blog bnana chahte hai unke man me  hmesha



  blog kaise bnaye



 yahi sval rahta h  ki blog kese bnaye , blog kesse banaya jata h ,blog bnane ke liye paise  lgte hai ya nhi or blog ke liye kon kon  si dimand lgti hai in sab savalo ki jankari na hone ke karan  blog nhi bna pate.

Pahle me apko yah bta du ki blog free h or blog bnane me apka 1 rupee bhi nhi lagega. Blog free m banta hai.

Wepsite (Blog) banane ke liye khuch jaruri saman.


Blog bnane ke liye apke pas
1. Computer    ya   laptop   (ab blogger blog ko mobile par bhi bnaya jata  hai)

2.email. ID

        Apke pas in 2 chijo Ka hona bahut  jruri hai . inke bina ap blog nhi bna skte or na hi use chla skte ho  .





WEPSITE (BLOG) KAISE BANAYA JATA HAI? STEP BY STEP -


1.   To chliye  aj me apko btata hu ki blog kaise  banate hai . Me apko step by step btata hun .pahle apko

   www.blogger.com  Ya   www.blogsport.com

In dono me se kisi 1 par search krke ap blog bana skte ho yah dono hi google ke progrrem hai in dono me se kisi se bhi ap blog bna  skte ho .chalo ham blogger.com ka upyog karte hai


2.   Iske bad apka page khulega us page par "create your blog" likha hoga us par click kariye 

3.   Is page me apko apna @email.ID or password dalna hoga or iske bad login kr do . Agar apke pas email account nhi h  to pahle ap apna email account bna  lo  . Agla page show hoga


4.   Is page pr NEW BLOG par ya fir create blog likha hua hoga kisi ek par click kar dijiye.

is tarha ki ek popup window khulegi


blog kaise bnaye


  Is page me apko apna

1     Tital   -   

Tital par  apna blog ka naam  likhe

2.   Address-
     
Address par ap apne blog ka name dal de jiske naam se ap apna blog bnana chahte hai . Blog ka naam uniqe hona chahiye taki apke reader ko apka blog naam jaldi catch ho sake naam ayesa hona chahiye ki bo naam kisi or ne na rakha ho 









3. This blog address is available  

address ke niche ayesa likha huye aye or last me tick ka nishan ho to apne jo naam likha hai bo kisi or ne nhi liya hai matlb ap is blog ke naam se apna blog bna sakte ho



4.   Template


template select kare is template ko  bad me change kiya ja sakta hai


 Blog ke liye template download karne ki top 13 websites
                  

 Blog ki template ko change upload kaise kare 






Apka blog free bna hai to
free blog ke sat blogspot.com ka domain jrur ata hai . Exm. Agar Apka blog  Ankush ke naam  Par  bana hai to tb apka blog Ankush. Blogspot.com jese  show hoga .Isse bad me hata skte h.isko blogspot .com ko kesse hataye ye me apko agli post m btaunga .

Iske bad apko template slecet krni h yah apke blog ka disign hota hai  h. ye bahut sari hoti h .inme ap ik template  choose kar lo .agar ap future m tamplate ko change krna chaho to kr skte ho.


6.     Create blog Yah issi page ke last m hoga ab ap create blog button pr click kro or apka blog ban gya ab  apka blog ban kar teyar hai.

Ab ap apne blog se apne bicharo , konwladge ko logo tak pahuncha skte ho . Main asha karta hun ki apko meri yah post achi lage.or m aese hi apne knowledge ko apse share krta rahu.

Me blog k madyam se logo ki help krna chahta hun .  mera udeshiya hai logo ki help krna. Mujhe logo ki help krna acha lgta hai. agr mujhse koi glti hui ho to mujhe maf kr dena agr ap mujhe future ke  liye advice dena chahte ho to comment m bta skte ha ya fir gmail dharmender777sharma   pr kr skte ho  thanks .

No comments:

Post a Comment