This blog about all blogging helps

Follow Us

LightBlog

13/07/2017

Blog [Website] Kya Hai Or Blogging Karne Ke Kya Fayde hai

Blog kisse kahte hai ? Blog kya hota hai ?  Aj me yah apko apni is post m btaunga . Aj log apna khud ka

bussness  karna chahte hai . Or apne is sapne ko pura krne ke liye  planing bnana start kr date hai.agar bat ho online  bussness ki  to aksr log  blog ke bare m sochte hai.

Yah itna easy hai. Jisse  10 pass admi bhi bahut easily se  chala skta  hai .agar ap online bussness krne ki soch rhe ho to me apko blog banane ke liye  kahunga .

blog website kya hai or blogging karne ke kya fayde hai



Blog ek aisa simple rasta hai.  jiske madhyam se ap apne vicharo, knowladge ko lakho logo tak bahut  easily  pahuncha  sakte ho or apni  earning bhi kar sakte ho.

me apko yanha par  bata dun ki ap blog se  ekdam se paise nhi kama sakte . Blog se paise kamane m smaye lagta hai .Blog se achi earning  ke liye  apko bahut hard work karna padta hai .
  Kisi ne kaha h ki bina parishram se khuh nhi milta . Or jo prishram krata hai . Usse purri duniyan milti hai .


Blog Kya Hai Or Blogging Karne Ke Kya Fayde Hai



Pahle log  apne vicharon ko dairy me likh kr rakhte the jinhe  koi nhi pad sakta tha lekin ab  blog ke madhyam se ap apne vicharon ko logo tak

 pahunchte hai. Yah ek khuli dairy hai. Jisse sb pdte hai .
Blog  google ka hi ek program hai . Isme madhyam se log apne vicheron ko logo tk pahunchaya jata hai .

aj blog bahut bada platform ban gya hai . Hajaro blog roj bante hai. Or hjaro blog khatm hote hai . Ager apko apna blog long tk chlana hai to apko ek aisa topic chahiye jiski logo ko

 jarurt ho. Tb apko acha treffic milega tb ap blog se achi earning kr skte ho j

Blogging karne ke 5 fayde-


Blog bnane se apko bahut fayde hote hai . Blog bnane ke fayde-


1 . Blog se apko naye logo se milne ko milta hai . apke bicharon or vyaktitab me sudar hota hai.apko nyi chijo ka pta chalta hai.

2 . Blog bnane se apka samman badega . Log apko janege

3 . Ap ek high rank  blog se apni achi income earn kr skte ho.

4 . Apko naya knowlege milega jisko ap jante bhi nhi .blog se apko bahut  knowledge milta hai.

5 . Isse Ap apne knowlege ko logo ke sat share kar sakte  ho.

Ab ap jan chuke honge ki blog kya hai or iske kya fayde hai ab ap apne bichron ko pablish karna chahte h to ap  blog bna kr skte ho








 




  • Umid karta hun apko is post m di gyi jankari pasand aai ho . ager ap is post se releted suggetion dena chahte ho to ap mujhe comment kr ke bta sakte  or meri is post ke bare me btayen

No comments:

Post a Comment